Zaer-e-Koay Jinaah Aahista Chal Kalaam = Naazish Zaer-e-Koay Jinaah Aahista Chal Dekh Aaya Hai Kahaan Aahista Chal Jaisay Jee Chahay Jahan Mein Ghoom Phir Ye Madina Hai Yahan Aahista Chal Baargah-e-Naaz Mein Aahista Bol Hoga Sab Kuch Rayegaan Aahista Chal Haazri Mein Hai Malak Sattar Hazaar Qudsiyon Ke Darmiyan Aahista Chal Dekhloon Jee Bhar Ke Sheher-e-Mustafa Mere Meer-e-Kaarwan Aahista Chal Jaliyon Ke Saamnay Jaldi Na Kar Woh Hai Naazish Meherbaan Aahista Chal