Wo Kamaal-e-Husn-e-Huzoor Hay Kay Gumaan-e-Naqs Jahaa(n) Nahee(n) Yay-hee Phool (Kh)aar Say D(oo)r Hai Yay-Hee Sham’a Hai Kay Dhu-Aa(n) Nahee(n) Ba(Kh)uda (Kh)uda Ka Yay-hee Hay Darr Nahi(n) Aur Koi Maffar Maqqar Joe Wahaa(n) Say Ho Yahee(n) Aakay Ho Joe Yahaa(n) Nahee(n) Tou Waha(n) Nahee(n) Teyray Aagay You(n) Hay(n) Dabbay La(ch)ay Fu-saha A’rab Kay Ba(rr)ay Ba(rr)ay Ko-ee Jaanay Moo(n) May(n) Zubaa(n) Nahee(n) Nahee(n) Balkay Jism Mei(n) Jaa(n) Nahee(n) Wo-hee Noor-e-Haq Wo-hee Zillay Rub Hai Unhee Say Sub Hai Unhee Ka Sub Nahee(n) Unkee Milk Mey(n) Aasmaa(n) Ke Zamee(n) Nahi(n) Ke Zamaa(n) Nahee(n) Wo-hee Laa Makaa(n) Kay Makee(n) Huay Sar-e-‘Arsh Ta(kh)t Nashee(n) Huay Wo Nabee Hai Jiss Kay Hai(n) Yay Makaa(n) Wo (Kh)uda Hai Jiss Ka Makaa(n) Nahee(n) Sar-e-‘Ar(sh) Per Hai Teree Guzar Dil-e-Farsh Per Hai Teree Nazar Malakoot-o-Mulk May(n) Ko-ee Shay Nahee(n) Wo Tujh Pay A’yaa(n) Nahee(n) Karoo(n) Teray Naam Pay Jaa(n) Fida Na Buss Aik Jaa(n) Dou Jahaa(n) Fida Dou Jahaa(n) Say Bhee Nahee(n) Jee Bharaa Karoo(n) Kiya Ka(ro)(ro)o(n) Jahaa(n) Nahee(n) Karoo(n) Madhay Ahle-e-Doel Raza Pa(rr)ay Iss Bala Mey(n) Meyree Balaa Mey(n) Gada Hoo(n) Apnay Kareem Ka Meyra Deen Paara-e-Naa(n) Nahee(n)