Wah Kia Jood-o-Karam Hai Shahey Batha Teyra Nahi(n) Sunta Hee Nahi(n) Maangnay Waala Teyra Mein Tou Malik Hee Kahoo(n)ga Kay Ho Malik Kay Habeeb Ya’anee Mehboob-o-Muhib Mei(n) Nahi(n) Meyra Teyra Teray Qadmo(n) Mei(n) Joe Hai Ghayr Ka Moo(n) Kia Dekhay(n) Kon Nazro(n) Pe Charr-Hay Dekh Kay Talwa Teyra Teray Tukro(n) Pey Palay Ghayr Ki Thokar Pey Na Daal Jhirkiya(n) Khaayei(n) Kaha(n) Chor Kay Sadqa Teyra Aik Mei(n) Kia Meray Isi’ayan Kee Haqeeqat Kitnee Mujh Say Sou Laakh Ko Kaafi Hai Ishara Teyra Farsh Waalay Tery Shaukat Ka U’lu Kya Dekhei(n) Khusrawa Arsh Pay Urrta Hai Phareyra Teyra Tery Sarkaar Mei(n) Laata Hai Raza Uss Ko Shafe’e Joe Meyra Ghaus Hai Aur Laadla Beyta Teyra