Server Kahoo(n) Kay Maalik-o-Maula Kahoo(n) Tujhay Baa(gh)-e-Khaleel Ka Gul-e-Zaiba Kahoo(n) Tujhay Subh-e-Watan Pay Shaam-e-Ghareeba(n) Ko Doo(n) Sharaf Bey-Cus Nawaaz Gey-Sue-Oo(n) Wala Kahoo(n) Tujhay Allah Ray Teyray Jism-e-Munawwar(Mo-Now-Were) Kee Taa-Bish-Aey(n) Aey Jaan-e-Jaa(n) Mei(n) Jaan-e-Tajalla Kahoo(n) Tujhay Mujrim Hoo(n) Apnay Af’oo Ka Samaa(n) Karoo(n) Shah-aa Ya’nee Shafe’e Roz-e-Jaza Ka Kahoo(n) Tujhay Teyray Tou Wasf A’eb Ta-Na-Hee Say Hai(n) Bury Hairaa(n) Hoo(n) Meyray Shah Mei(n) Kiya Kiya Kahoo(n) Tujhay Keh Lay Gee Sub Ku(ch) Unkay Sana Khuwaa(n) Kee Khaam-Shee (Ch)up Ho Raha Hoo(n) Keh Kay Mei(n) Kiya Kiya Kahoo(n) Tujhay Leykin Raza Nay Khatm-e-Su(kh)an Iss Pay Kar Dia (Kh)aaliq Ka Banda Khalq Ka Aaqa Kahoo(n) Tujhay