Dar Pay Aaon Shaha Kalaam = Muhammad Zahid Qadri Attari Izn Kardo Ata Dar Pay Aaon Shaha Jald Ab Lou Bola Dar Pay Aaon Shaha Ya Rasool-e-Khuda Dar Pay Aaon Shaha Sun Lejeye Iltija Dar Pay Aaon Shaha Aarzoo Bhi Yehi Justuju Bhi Yehi Kaash! Rota Hua Dar Pay Aaon Shaha Mein Gunaahgaar Hoon Maana Budkaar Hoon Tum Tou Reham Khuda Dar Pay Aaon Shaha Dil Parayshaan Hai Iss Mein Armaan Hai Buss Tarapta Hua Dar Pay Aaon Shaha Ho Nigah-e-Karam Mein Bhi Dekhon Haram Ya Nabi Aapka Dar Pay Aaon Shaha Aap Bulwayeingay Taiba Hum Aayeingay Kehta Hai Dil Mera Dar Pay Aaon Shaha Sunlo Mehboob-e-Rub Koi Asbaab Ab Kar Bhi Do Seeda Dar Pay Aaon Shaha Meray Attar Ka Meray Dildaar Ka Deta Hoon Vaasta Dar Pay Aaon Shaha Sub Madinay Gaye Hum Yaheen Reh Gaye Dil Machalta Raha Dar Pay Aaon Shaha Tum Ko Sheikhein Ka Pyaray Husnain Ka Deta Hoon Vaasta Dar Pay Aaon Shaha Kuch Na Zar Paas Hai Tum Hee Pay Aas Hai Sunlo Meri Sada Dar Pay Aaon Shaha Ik Khuwahish Rahi Dar Pay Ho Haazri Mein Ye Kehta Raha Dar Pay Aaon Shaha Sag-e-Attar Ka Iss Gunaahgaar Ka Aaye Bar Mudda'a Dar Pay Aaon Shaha Kardo Zahid Pay Bhi Ab Karam Ya Nabi Hai Yehi Aik Dua Dar Pay Aaon Shaha