Aaye Aaqa Madani Aaqa Aaye Aaqa Madani Aaqa Mere Pyaare Pyaare Aaqa Allah Allah Allah Allah Allah Allah Aaye Aaqa Madani Aaqa Aamina Bibi Ke Gulshan Mein Aayi Hai Taaza Bahaar Parhte Hain Sallalaho Wassalam Aaj Dar-O-Deewar Madani Allah Allah Allah Allah Baara Rabi Ul Awwal Ko Woh Aaya Rasool-e-Kareem Mahe-e-Nabuwat Mehr-e-Risalat Sahib-e-Khulq-e-Azeem Madani Allah Allah Allah Allah Pyaari Surat Hansta Chehra Moo Se Jhartay Phool Noor Saraapa Chaand Sa Chehra Haq Ka Pyaara Rasool Madani Allah Allah Allah Allah Jibreel Aaye Jhoola Jhulanay Lori De Zeeshan So Jaa So Jaa Rehmat-e-Alam Do Jug Ke Sultan Madani Allah Allah Allah Allah Awwal-O-Aakhir Sab Kuch Jaanay Deekhay Ba'eed-O-Qareeb Ghaib Ki Khabrein Dene Waala Allah Ka Woh Habeeb Madani Allah Allah Allah Allah Hamid-O-Mehmood Aur Muhammad (Peace & Blessings Be Upon Him) Do Jug Ka Sardaar Jaan Se Pyaara Raaj Dulaara Rehmat Ke Sarkar Madani Allah Allah Allah Allah Aaye Aaqa Madani Aaqa Mere Pyaare Pyaare Aaqa Allah Allah Allah Allah Allah Allah Aaye Aaqa Madani Aaqa