Aapki Naalein Ka Kalaam = Taaj Ya Nabi Dekha Ye Rutba Aapki Naalein Ka Arsh Ne Chooma Hai Talwa Aapki Naalein Ka Aapki Khidmat Ka Mujhko Kaash Mil Jaata Sharaf Baandhta Haathon Se Tasma Aapki Naalein Ka Aapke Qadmon Ki Narmi Qalb Par Mehsoos Ki Jab Bhi Mein Ne Naqsh Dekha Aapki Naalein Ka Hashr Mein Jab Log Choomay Aapka Dust-e-Karam Sab Say Chup Kar Loon Mein Boosa Aapki Naalein Ka Roz-e-Mehshar Sar Pe Soraj Jab Sawaa Neezay Pe Ho Aik Nezay Per Ho Saaya Aapki Naalein Ka Jiss Se Aagay Jaayein Tou Jal Jaye Par Jibril Ke Uss Se Aagay Jaana Dekha Aapki Naalein Ka Taaj Kyun Na Bheek Maangay Aapki Naalein Ki Taajwar Khaatay Hain Sadqa Aapki Naalein Ka